Joint Pain3 October 23, 2010
Posted by rohaniyat in Rohani Amliyat/wazaif/mujaribat.trackback
Her namaz k bad Surah Inshirah para# 30 me jo hai usko 41 dafa parhain aur apne ooper dum karain ya kisi bhi oil pe dum karain aur dard ki jagah malish kia karain.
Awal wakhir 11 dafa durood parhain aur thundi aur tarush cheezon se parhaiz karain.